code hindi Information technologyCareer blogs Courses info Digital Marketing About

Native app kya hai? in short

Doston Mobile apps 3 tarah ke hote hai. To usme Native app kya hota hai?

Aise apps jo ek particular mobile platform ko target karte hai unhe native apps kehte hai

To apple device ke liye, matlab iOS ke liye banaya gaya native app jo hai wo android par nahi chalega.

To kaafi businesses alag alag platform ke liye alag apps banaati hai use support karne ke liye.

Ye hybrid app aur web based app se alag hai jo multiple platforms ko support karte hai.

Lekin native apps kyun banate hai jabki hybrid apps banakar ek hi aap ko har jagah chala sakte hai?

Reason hai ki native apps mein best in class user interface modules use karna aasan ho jaata hai jo us particular platform ko support karega.

Isse milta hai users ko-
better performance, consistency and good user experience

To native apps banaane ka main purpose hai to ensure best performance for a specific mobile operating system

Aise hi useful videos ke liye subscribe zarur kijiye Career Code Hindi channel ko nahi kiya hai to. Dhanyawaad.

PostgreSQL explained in Rap Song in Hindi

Data Structures and Algorithms in Rap Song in Hindi